1960 se korba lohardaga ka proposal chal raha hai kabhi survey ke aage badh hi nahi paayi...50 saal baad report de kar ROI kam bata kar shelve kar diya, ab ye Korba gumla naya propaganda start kar diya...to kabhi korba barwadih ka yaad aa jata hai inko, par hota kuch nahi