Spotting
 Timeline
 Travel Tip
 Trip
 Race
 Social
 Greeting
 Poll
 Img
 PNR
 Pic
 Blog
 News
 Conf TL
 RF Club
 Convention
 Monitor
 Topic
 #
 Rating
 Correct
 Wrong
 Stamp
 PNR Ref
 PNR Req
 Blank PNRs
 HJ
 Vote
 Pred
 @
 FM Alert
 FM Approval
 Pvt
News Super Search
 ↓ 
×
Member:
Posting Date From:
Posting Date To:
Category:
Zone:
Language:
IR Press Release:

Search
  Go  
dark modesite support
 
Thu Sep 19 05:42:04 IST
Home
Trains
ΣChains
Atlas
PNR
Forum
Quiz
Topics
Gallery
News
FAQ
Trips
Login
RailCal Android App
RailCal iPhone App
Advanced Search
<<prev entry    next entry>>
News Entry# 537515
Jan 14 (18:06) Special 'Aastha Train' to Run from Indore to Ayodhya for Ram Temple Pilgrims
Entry# 5942204   
  Past Edits
Jan 14 2024 (18:06)
Station Tag: Ayodhya Dham Junction/AY added by SmallTownTraveller^~/1084688

Jan 14 2024 (18:06)
Station Tag: Ujjain Junction/UJN added by SmallTownTraveller^~/1084688
भक्तों के लिए खुशखबरी…. राम जन्मभूमि जाना होगा आसान

A special 'Aastha Train' will be running from Indore to Ayodhya starting from February 10th to facilitate the journey of pilgrims visiting the newly built Ram Temple in Ayodhya. The train is expected to benefit travelers from Ujjain. The Railway Minister of State, Darshan Jardosh, announced this on social media....
more...
Special Aastha trains are scheduled to run from various locations to Ayodhya from January to March. While the exact route for the Indore train is yet to be determined, other routes include Udhana (Surat)-Ayodhya, Mehsana-Salarpur, Vapi-Ayodhya, Vadodara-Ayodhya, and Valsad-Ayodhya. The Indian Railway Catering and Tourism Corporation (IRCTC) is likely to operate these trains, similar to their ongoing 'Bharat Gaurav' tourist train services.

Ayodhya mein Ram Mandir ke bhavya pran pratishtha mahotsav ke baad deshbhar se laakhon shraddhalu darshan ke liye pahunchenge. Indore se special 'Aastha Train' 10 February se Ayodhya tak chalegi. Is train se Ujjain ke yaatriyon ko fayda milne ki puri ummeed hai. Social media X par Rail Rajya Mantri Darshan...
more...
Jardosh ne yeh jaankari post ki hai. January se March tak deshbhar se Ayodhya ke liye special 'Aastha Train' chalai jaani hai. Indore se bhi February mein special train Ayodhya tak chalegi. Halanki ab tak iska route tay nahi ho saka hai. Rail Rajya Mantri ke X par post ke anusar Indore ke alawa Udhana (Surat)-Ayodhya, Mehsana-Salarpur, Vapi-Ayodhya, Vadodara-Ayodhya, aur Valsad-Ayodhya ke beech bhi alag-alag tarikhon se special yaatri trainen chalai jaayengi. Gaurtalab hai ki Indore se Ayodhya tak sidhi train chalane ki maang lagatar ki ja rahi hai. Janpratinidhion se lekar kai sangathan sidhi train shuru karne ki maang kar chuke hain. Indian Railway Catering and Tourism Corporation Limited (IRCTC) dwara bhi 'Aastha Train' ka sanchalan kiya ja sakta hai. IRCTC vartman mein 'Bharat Gaurav' paryatak train ka sanchalan kar raha hai. Isme Bharat ke vibhinn paryatn aur dharmic sthalon ki yatra karai ja rahi hai. Sambhavna hai ki 'Bharat Gaurav' paryatak train ki tarah hi 'Aastha Train' ka sanchalan kiya ja sakta hai. Waise bhi January se March ke beech 'Aastha Special Train' ka sanchalan hona hai.
Scroll to Top
Scroll to Bottom
Go to Mobile site
Important Note: This website NEVER solicits for Money or Donations. Please beware of anyone requesting/demanding money on behalf of IRI. Thanks.
Disclaimer: This website has NO affiliation with the Government-run site of Indian Railways. This site does NOT claim 100% accuracy of fast-changing Rail Information. YOU are responsible for independently confirming the validity of information through other sources.
India Rail Info Privacy Policy