Pehle train pinargharia tak v chalta tha RPH se lekin tab pf bas ek hi tha pinargharia main, baki pfs tab ban rahe the. Same for sikharipara. Tab pura section compete nhi hua tha, bas ek do stations main 2lines tha lekin 2 pf nhi tha. Trains cross karwa ne k lia 2 pfs ki jaruratvparega, naki 2 lines ki
Ab to Pinargharia, harinsingh, sikharipara - sab main loop line ban gaya hai